Suno na kahe kya suno na
Dil mera suno na, suno zara
Teri baahon mein mujhe rehna hai raat bhar
Teri baahon mein hogi subah
Be-intehaan
Yoon pyaar kar be-intehaa
Dekha karoon saari umar
Tere nishaan be-intehan
Koi kasar naa rahe, meri khabar na rahe
Chhoo le mujhe is kadar be-intehaan
Jab saanson mein teri saansein ghuli toh
Phir sulagne lage
Ehsaas mere mujhse kehne lage
Haan baahon mein teri aa ke jahaan do
Yoon simatne lage
Sailaab jaise koi behne lage
Khoya hoon main aagosh mein
Tu bhi kahaan ab hosh mein
Makhmali raat ki ho naa subah
Be intehaan, be-intehaan
Yoon pyar kar be-inteha
Gustakhiyan kuch tum karo
Kuch hum karein is tarah
Sharma ke do saaye hain jo
Muh pher lein hum se yahaan
Haan chhoo to liya hai ye jism tune
Rooh bhi choom le
Alfaaz bheege bheege kyun hain mere
Haan yoon choor ho ke majboor ho ke
Qatra qatra kahe
Ehsaas bheege bheege kyun hain mere
Do bekhabar bheege badan
Ho besabar bheege badan
Le rahe raat bhar angdaiyaan
Be inteha, be inteha
Yoon pyaar kar, be inteha
Dekha karoon saari umar
Tere nishan, be-intehaan
Koi kasar na rahe, meri khabar na rahe
Chhoo le mujhe is kadar be-intehaan
Atif Aslam - Be Intehaan Şarkı Sözüne henüz yorum yapılmamış. Atif Aslam - Be Intehaan şarkı sözüne ilk yorumu siz yaparak katkıda bulunabilirsiniz.;