Nami, meri aankhon mein nami hai jo
Woh hai tere jaane se
Woh hai tere jaane se
Kami, mere jeene mein kami hai jo
Woh hai tere jaane se
Woh hai tere jaane se
Kya kasoor kiya jo tu bhool gayi
Woh saare lamhe pyar ke
Jo maine tere sang bitaye the
Tha kasoor yeh mera
Bana aashiq tera
Kiya ansuna sabhi ko maine
Jo mujhe samjhaye the
Zeher, mere hathon mein zeher hai jo
Woh hai tere jaane se
Woh hai tere jaane se
Lehar, na jeene ki lehar hai jo
Woh hai tere jaane se
Woh hai tere jaane se
Kyon na tareeka
Maine seekha is pyar ka
Khud hi ban baitha main
Nateeja meri haar ka
Jaan-e-jaan, ho jaan-e-jaan
Phir bhi yeh dil ko
Intezar hai deedar ka
Tujh jaise mil gaye to
Kya hoga pyar ka
Jaan-e-jaan, ho jaan-e-jaan ho
Tere jaane se, tere jaane se x (4)
Da Banotra - Zeher Şarkı Sözüne henüz yorum yapılmamış. Da Banotra - Zeher şarkı sözüne ilk yorumu siz yaparak katkıda bulunabilirsiniz.;