Tujhe bhoolna bhi chahon toh dil ijazat nahin de
Dil ki hai saanson mein hai mere meri subh sham tumhi se
Tum nahin to mein bhi nahin hoo tu jura hai zindagi se
Mera lamha lamha saja hai teri ishq ki roshni se
Shab-e-gham ki gehri siyahi mere dil pe chaane lagi hai
Teri yaad chup ke se aakar mujhe azmane lagi hai
Mein jiyon to kaise tere bin mujhe sirf itna bata ja
Meri jaan jaane se pehle meri jaan pal bhar to aaja tu
Allah Karay
Allah Karay
Allah Karay
Ajaye Tu
Allah Karay
Allah Karay
Allah Karay
Ajaye Tu
Tumne wada kiya tha ayi nahin tum bhi
Aate aate ruke ho shayad kahi
Aaonge tum mujhko hai yakeen
phir bhi dil hai ke sunta nahin
Ajaye Tu
Allah Karay
Allah Karay
Allah Karay
Ajaye Tu
Allah Karay
Allah Karay
Allah Karay
Ajaye Tu
Allah Karay
Allah Karay
Allah Karay
Allah Karay
Ajaye Tu
Raat ankhon mein aansoon bharne lagi
Beqarari pareshan karne lagi
Koi bhi baat ho toh dhadke ye dil
Jaan jati hai jaana ab aake mil
Ajaye Tu
Allah Karay
Allah Karay
Allah Karay
Ajaye Tu
Allah Karay
Allah Karay
Allah Karay
Ajaye Tu
Tujhe bhoolna bhi chahon toh dil ijazat nahin de
Dil ki hai saanson mein hai mere meri subh sham tumhi se
Tujhe bhoolna bhi chahon toh dil ijazat nahin de
Dil ki hai saanson mein hai mere meri subh sham tumhi se
Mein jiyon to kaise tere bin mujhe sirf itna bata ja
Meri jaan jaane se pehle meri jaan pal bhar to aaja tu
Ajaye Tu
Allah Karay
Allah Karay
Allah Karay
Ajaye Tu
Allah Karay
Allah Karay
Allah Karay
Ajaye Tu
Allah Karay
Allah Karay
Allah Karay
Ajaye Tu
Allah Karay
Allah Karay
Allah Karay
Ajaye Tu
Faakhir - Allah Karay Şarkı Sözüne henüz yorum yapılmamış. Faakhir - Allah Karay şarkı sözüne ilk yorumu siz yaparak katkıda bulunabilirsiniz.;