Musafir main hoon, yeh kis mod par
Nazar mein nahi hai koi bhi dagar
Parinda jaise phire darbadar
Yeh puche kahan hai mera ik basar
Jahan waqt ho thamaa
Aur ho sukoon zara
Kyun tanhaiyaiyan yaiyaiyan
Dil ki duhaiyaiyaan yaiyaiyan
Kyun yeh judaiyaiyan yaiyaiyan
Rooh mein samaiyaiyan yaiyaiyan
Main hi nazar, main hi zubaan
Main hi toh khwaish
Main khawabon mein hoon
Main hi asar, main hi wazah
Main hi toh apne iraadon mein hoon
Khud se hi roshan
Khud ka main humdam
Khud ka hoon rehbar
Hai khud pe yakeen bas mujhe
Hmm
Par apno se faasley hain
Kyun tanhaiyaiyan yaiyaiyan
Dil ki duhaiyaiyaan yaiyaiyan
Kyun yeh judaiyaiyan yaiyaiyan
Rooh mein samaiyaiyan yaiyaiyan
Ek ehsaan kar de zara
Apni mohabbat ki dede panaah
Jeene ka hai tu hi sabab
Phir kya karun main yeh jazbat bayaan
Tujhse judun main
Juda hi rahun main
Teri bafaun ke saaye mein
Yeh safar kate
Kyun tanhaiyaiyan yaiyaiyan
Dil ki duhaiyaiyaan yaiyaiyan
Kyun yeh judaiyaiyan yaiyaiyan
Rooh mein samaiyaiyan yaiyaiyan
Musafir main hoon, yeh kis mod par
Nazar mein nahi hai koi bhi dagar
Parinda jaise phire darbadar
Yeh puche kahan hai mera ek basar
Jahan waqt ho thamaa
Aur ho sukoon zara
K. K. - Musafir (from "shab") Şarkı Sözüne henüz yorum yapılmamış. K. K. - Musafir (from "shab") şarkı sözüne ilk yorumu siz yaparak katkıda bulunabilirsiniz.;