Main to nahin hu insaano me
bikta hu main to in dukano me
(2)
Duniya banai Maine hatho se
Mitti se Nahi zajbaton se
Phir raha hu dhundata
Mere nishaan hai kaha ...2
Mere nishaan
ho... mere Nishan... oho... ho. mere Nishan...
Tera hi saaya banke tere sath chala main
Jab dhoop aayi tere sar pe to chanv bana main. 2
Raho me Teri raha main hamsafar Ki tarah uljha hai phir bhi tu ujaalon me
dhunde sawalon ko jawabon me
khoya hua hai tu kaha... tu... kaha...
mere nishan hai kaha... 2
oho... ho... mere Nishan...
mujhse bane hai
Ye panchi Ye bahta Paani
leke zameen se aasmaan tak
meri hi kahani
tu bhi hai mujhse bana
baante mujhe kyu yaha
meri banayi takdeerein hai
saanso bhari Ye tasweerein hai
Phir bhi hai kyu bezubaan ...
mere Nishan hai kaha... 3
ho... mere Nishan... oho ho... mere Nishan...
Kaılash Kher - Mere Nishaan Şarkı Sözüne henüz yorum yapılmamış. Kaılash Kher - Mere Nishaan şarkı sözüne ilk yorumu siz yaparak katkıda bulunabilirsiniz.;