Nadeem Sarwar - Mujhy Abbas Kehty Hain Şarkı Sözleri

Nadeem Sarwar şarkıcısının popüler şarkılarından Mujhy Abbas Kehty Hain şarkısının sözlerini sizlerle paylaşıyoruz. Nadeem Sarwar - Mujhy Abbas Kehty Hain Şarkı Sözleri sitemize 31 Ekim 2019 Perşembe tarihinde admin tarafından eklenmiştir.

Nadeem Sarwar - Mujhy Abbas Kehty Hain Şarkı Sözleri

Abbas meer lashkar
Abbas kehtay hain
Mujhay Abbas kehtay hain
Abbas kehtay hain
Mujhay Abbas kehtay hain
Main qamr bane hashim
sardar hoon main lashkar ka
Shabir mera Aaqa hai
main beta hoon Haider ka
nas nas main wafadari hai
mansab main alamdari hai
Abbas kehtay hain
Mujhay Abbas kehtay hain
Zehra ne kaha hai beta
hai saray arab main charcha
Shabbir ke dil ki taaqat
Hoon chand bani Hashim ka
Main karbala ka Haider
Jibreel bacha le shehfar
Abbas kehtay hain
Mujhay Abbas kehtay hain
Woh jaa O Hasham rakhta hoon
shaano pe alam rakhta hoon
lo rok sako toh roko
dariya main qadam rakhta hoon
main hashr bapa kardoon ga
sar tan se juda kardoon ga
Abbas kehtay hain
Mujhay Abbas kehtay hain
Mujh ko bhi imamat milti
tauqeer meri barh jaati
peeleta jo sheer Zahra
Kaunain main thi sardari
Hoon apny padar ka saani
pathar se nichoron paani
Abbas kehtay hain
Mujhay Abbas kehtay hain
talwar hain mere baazoo
hai mujh main wafa ki khushboo
main dekh nahi sakta hoon
Zainab ki nazar main aansoo
gar ghaiz main aa ke dekhu
paani main aag lagadu
Abbas kehtay hain
Mujhay Abbas kehtay hain
parcham yeh mere baba ka
ta hashr rehga uncha
khaiber main mila baba ko
aur aaj hai main ne paya
parcham yeh na jhuk paaye ga
har dor main lehrai ga
Abbas kehtay hain
Mujhay Abbas kehtay hain
bachon ko tasali de kr
main aya hoon darya per
bacho ki aas na tootay
bas aik dua hai lab per
paani jo na pohchaaon ga
khaimon main nahi jaaon ga
Abbas kehtay hain
Mujhay Abbas kehtay hain
be izn e wigha aya hoon
talwar nahi laya hoon
thokar main hai mere paani
seh roz ka main payasa hoon
behta hai lahu beh jaaye
bas naam e wafa reh jaaye
Abbas kehtay hain
Mujhay Abbas kehtay hain
jo teer hai tarkash main
paiwast karo nas nas main
par mashk per waar na karna
phir baat na hogi bas main
baazoo bhi kata sakta hoon
main khoon main naha sakta hoon
Abbas kehtay hain
Mujhay Abbas kehtay hain
Abbas jari ka roza
hai ahl e wafa ka kaaba
ek roz rehan o sarwar
hum ne bhi yeh manzar dekha
rehta hai koi dariya per
sab jaain payas bhuja kar
Abbas kehtay hain
Mujhay Abbas kehtay hain
khaimon me naa lejanaaaa
Aaqa mere lashy ko
Sharminda na karwanaaaa
Seh roz ke payasy ko

iltemas e dua Waleed Hussain

Nadeem Sarwar - Mujhy Abbas Kehty Hain Şarkı Sözüne Yorum Yaz

Yorum Yazma Kuralları: Nadeem Sarwar - Mujhy Abbas Kehty Hain Şarkı Sözleri hakkında yaptığınız yorumlar da hakeret içeren yada onur kırıcı cümleler olmamalıdır. Lütfen sanata saygı çerçevesinde yorum yapınız. Diğer tüm şarkı sözleri yayınlarında olduğu gibi Nadeem Sarwar - Mujhy Abbas Kehty Hain Şarkı Sözlerine atılan hiçbir hakaret, küfür, argo içeren yorum kabul etmeyecektir. Şarkı Sözlerine göstermiş olduğunuz hassasiyetin tüm şarkı sözleri için geçerli olduğunu unutmayınız.
captcha
Nadeem Sarwar - Mujhy Abbas Kehty Hain Şarkı Sözüne Yapılan Yorumlar

Nadeem Sarwar - Mujhy Abbas Kehty Hain Şarkı Sözüne henüz yorum yapılmamış. Nadeem Sarwar - Mujhy Abbas Kehty Hain şarkı sözüne ilk yorumu siz yaparak katkıda bulunabilirsiniz.;