Aa ha ha...
Aa ha ha...
O Sathi Mere.
Haathon mein tere
Haathon ki ab girhaa di aise
Ki toote ye kabhi naa
o sathi mere.
haatho mei tere
haatho ki ab girhaa di aese
ki toote ye kahi na Chal na kahin sapno ke gaaon re
Chhoote na phir bhi dharti se paaon re
Aag aur paani se phir likh de woh waade saare
Saath hi me roye hanse sang dhoop chaaon re
Aag aur paani se phir likh de woh waade saare
Saath hi me roye hanse sang dhoop chaaon re
O Sathi Mere.
Haathon mein tere
Haathon ki ab girhaa di aise
Ki toote ye kabhi naa
Hum jo bikhre kabhi
Tumse jo hum udhde kahin
Bun le na phir se har dhaaga
Hum toh adhoore yahaan
Tum bhi magar poore kahaan
Karle adhoorepan ko hum aadha
Jo abhi humaara ho meetha ho ya khaara ho
Aao na kar le hum sab saajha
O Sathi Mere.
Haathon mein tere
Haathon ki ab girhaa di aise
Ki toote ye kabhi naa
Gehri andheri ya ujle savere hon
Ye saare toh hain tum se hi
Aankh mein teri-meri utre ik saath hi
Din ho patjhar ki raatein ya phoolon ke
Kitna bhi hum roothe par baat karein sathi
Mausam mausam yunhi saath chalenge hum
Lambi inn raahon mein ya phoonk ke paahon se
rakhenge paaon pe tere marham
Aao miley hum iss tarah
Aaye na kabhi virah
Hum se main na ho riha
Humdum tum hi ho, hardum tum hi ho
Ab hai yehi duaa...
Saathi re umr ke salvat bhi saath tahenge hum
God mein leke sar se chandi chunenge hum
Marna mar saathi barsaat jeeyenge hum
O sathi mere
Haathon mein tere
Haathon ki ab girhaa di aise
Ki toote ye kabhi naa
Chal na kahin sapno ke gaaon re
Chhoote na phir bhi dharti se paaon re
Aag aur paani se phir likh de woh waade saare
Saath hi me roye hanse sang dhoop chaaon re
Aag aur paani se phir likh de woh waade saare
Saath hi me roye hanse sang dhoop chaaon re
O sathi mere
Haathon mein tere
Haathon ki ab girhaa di aise
Ki toote ye kabhi naa
kabhi naa...
Sonu Nıgam - O Sathi Mere Şarkı Sözüne henüz yorum yapılmamış. Sonu Nıgam - O Sathi Mere şarkı sözüne ilk yorumu siz yaparak katkıda bulunabilirsiniz.;