Ho, ye mehandi ke boote,
Inke rang anokhe (x2)
Ek baar ye rang lag jaaye
Saari umar na chute..
Mehandi lagau kis naam ki
Radha to bani hai bas Sham ki (x2)
Ye mehandi ke boote
Inke rang anokhe..
Shaam ki bansi jab bhi baji hai,
Radha ke mann mein preet jagi hai
(Shaam ki bansi jab bhi baji hai
Radha ke mann mein preet jagi hai)
Ho.. o...
Ghunghat mein radha sharmaye dekho,
Hoga milan ye aas lagi hai
Aati jaati har ek dhadkan
Tumse yahi kahegi..
Khushiya hai saari tere naam ki
Radha to bani hai bas shaam ki
Mehandi lagau kis naam ki
Radha to bani hai bas shaam ki
Radha ke mann ki Radha hi jaane
Shaam na aaye bansi bajane (x2)
Lagta hai ke vrindavan mein
Ab na raas rachegi
Ab ye kahani kis kaam ki
Radha to bani hai bas shaam ki (x2)
Ho.. prem agan kuch aaisi lagi hai
Sirf akeli radha jali hai (x2)
Lagta hai ke aaj bhi Radha,
Shaam se nahi milegi
Phir se judaai subah-o-shaam ki
Radha to bani hai bas shaam ki (x2)
Ye mehandi ke boote
Inke rang anokhe
Ek baar ye rang lag jaaye
Saari umar na chute..
Udit Narayan - Mehndi Lagaau Kis Naam Ki Şarkı Sözüne henüz yorum yapılmamış. Udit Narayan - Mehndi Lagaau Kis Naam Ki şarkı sözüne ilk yorumu siz yaparak katkıda bulunabilirsiniz.;