Zindagi haan thode thode faasle the
Kuchh tere, kuchh mere kyun darmiyan
Zindagi haan thi jo shikayaton ko
Kuchh toone, kuchh maine suljha liya x (2)
Tere ishaaron pe main chalta raha
Mere ishaaron pe tu bhi chal kabhi x (2)
Beh chala, beh chala
Musafir kahan beh chala
Beh chala, beh chala x (2)
Aadhe aadhe yahin
Aadhe aur kahin
Zindagi haan toote toote tinkon ko
Chun lein hum, bun lein hum ik ashiyaan
Zindagi haan chhote chhote par leke
Chal dekhein jayein kahan aasman
Katra katra main tujhe chunta raha
Katra katra phir tu bhi bikhar gayi
Katra katra main tujhe chunta raha
Katra katra tu bhi bikhar gayi
Beh chala, beh chala
Musafir kahan beh chala
Beh chala, beh chala x (2)
Hain hum mile sau sau dafa
Phir bhi kyun tu mile ajnabi ki tarah
Hai manzilein sab kahin yahan
Phir bhi raaston mein
Raaste ulajh rahe yahan
Kitna bhi main chaloon teri ore
Hoti kam hi nahi kyun kabhi dooriyan
Tere ishaaron pe main chalta raha
Mere ishaaron pe tu bhi chal kabhi x (2)
Beh chala, beh chala
Musafir kahan beh chala
Beh chala, beh chala x (2)
Aadhe aadhe yahin
Aadhe aur kahin x (2)
Zindagi haan
Yasser Desai - Beh Chala Şarkı Sözüne henüz yorum yapılmamış. Yasser Desai - Beh Chala şarkı sözüne ilk yorumu siz yaparak katkıda bulunabilirsiniz.;